Site..
Aaj Baat Karenge Ki ham Apne
Device ke files ko bina kisi Softwre
ke hide kar sakte hai..
To Aapko Mai Jald Hi Bata Deta Hu..
Sabse pahle Aap Jis File Ko Hide
Karna Chahte Hai Usme Aaye..
Aap oos File Ka Rename Change
Kare.. jaise aapke file ka name is
Tarah hai Temple Run.apk hoga..
To oos File Ke Aage Me Dot(.)
Lagaye.. Is Tarah .Temple Run.apk Is
parkar aap file name change kare..
Uske baad aap save kar dijiye..
Ab aapka File Hided Ho Gaya Hoga.
Agar aap file ko unhide karna
chahte hai to aap..
Aap apne mobile ke File manager
setting me jake Aap show hidden
files ke option par click kare..
To Aap file aayega usme Dot ko
remove kar dijiye aur save kar
dijiye..
To bas ho gaya aapka file hide/
unhide..
An Enjoy Heppy Hidden..
thank you
0 comments:
Post a Comment