Aaj Mai aap logo ke liye useful trick
leke aaya hu..
Ham log whatsapp bhi Hindi me use
kar sakte hai..
Dosto jab bhi ham whatsapp use
karte hai to kai word english me aise
hote hai hame samajh nahi aate to
hame hindi language ki Aayasyakta
hoti hai...
par hamse wo ho nahi pata.. Par mai
aapko bataunga ki kaise ham hindi
whatsapp use kar sakte hai...
Sabse pahle aapko whatsapp Desi
app download karna padega..
Apne official Whatsapp Uninstall
kare... official whatsapp Uninstall
hone ke baad Whatsapp Desi App
install kare..
App install karne ke baad apna
mobile number verify kare..
Aur enjoy kare apna hindi
whatsapp.. Agar aapko is post me
koi bhi jagah koi paresani aa rahi hai
to Comments karke puch sakte hai...
thank you
0 comments:
Post a Comment