1..Pehle fan star ke peeche
bhaagta tha ... ab star fan
ke peeche bhaagega .

2.Connection bhi na kamaal
ki cheez hai ... bas ho gaya
toh ho gaya ... Wi-Fi,
bluetooth se bhi zyada
strong hai apna
connection.
3.Joh aapko pyar karta hai
uska dil todna bhi crime hi
hai.
4.Woh sirf star nahi hai ...
duniya hai meri.
5.Jab raaton ko taare ginne
ka mann kare aur har
taare pe mera naam
bhunane ko dil kahe ...
samajh lena pyar hai ... jab
chalte chalte peeche mudne ka mann kare ...
beedh mein, anjaane mein
aankhen mujhe dhoonde
lage ... samajh lena wohi
pyar hai ... agar yakeen na
ho toh yeh haath thaamkar dekh lo ...
dhadkane wahin tham
jaaye toh samajh lena yahi
pyar hai .
6.Joh maza apni pehchaan
ke saath jeene mein hai ...
woh kisi doosre ki parchai
banne mein nahi.
7.Mamla toh bahut sangeen
hai, thodi ahtiyaad
baratna ... par ek baat
yaad rakhna, dil ka toh
kaam hi hai dhadakna.
8.Meri maa kehti hai khate
waqt roti aur maarte waqt
bandhe ginna ... bahut
buri baat hai.
9.Akal ke saamne shakal
haari jaati hai ... shakal ki
nakal toh kar sakte hai ...
lekin akal ki nakal bhi nakli
hoti hai.
10.Joh kuch bhi usne kiya ...
maine apni life mein cut,
copy, paste kiya ... bas
farak itna hai udhar woh
star bana aur main uska
fan.
11.Kisi ne uske khilaf mooh
khola na toh ho jaati hai
ladai ... style marne ke
chakkar mein maine agar
kabhi haath khol diye toh
beta ho jaati hai pitai.
12.Zara si chhu chappad ki na
... toh yeh milk chocolate
waale thopde ko wrapper
ke saath pichka doonga.
main shah rukh khan ka fan hu!
tu nahin samjhega.
bhaagta tha ... ab star fan
ke peeche bhaagega .

2.Connection bhi na kamaal
ki cheez hai ... bas ho gaya
toh ho gaya ... Wi-Fi,
bluetooth se bhi zyada
strong hai apna
connection.
3.Joh aapko pyar karta hai
uska dil todna bhi crime hi
hai.
4.Woh sirf star nahi hai ...
duniya hai meri.
5.Jab raaton ko taare ginne
ka mann kare aur har
taare pe mera naam
bhunane ko dil kahe ...
samajh lena pyar hai ... jab
chalte chalte peeche mudne ka mann kare ...
beedh mein, anjaane mein
aankhen mujhe dhoonde
lage ... samajh lena wohi
pyar hai ... agar yakeen na
ho toh yeh haath thaamkar dekh lo ...
dhadkane wahin tham
jaaye toh samajh lena yahi
pyar hai .
6.Joh maza apni pehchaan
ke saath jeene mein hai ...
woh kisi doosre ki parchai
banne mein nahi.
7.Mamla toh bahut sangeen
hai, thodi ahtiyaad
baratna ... par ek baat
yaad rakhna, dil ka toh
kaam hi hai dhadakna.
8.Meri maa kehti hai khate
waqt roti aur maarte waqt
bandhe ginna ... bahut
buri baat hai.
9.Akal ke saamne shakal
haari jaati hai ... shakal ki
nakal toh kar sakte hai ...
lekin akal ki nakal bhi nakli
hoti hai.
10.Joh kuch bhi usne kiya ...
maine apni life mein cut,
copy, paste kiya ... bas
farak itna hai udhar woh
star bana aur main uska
fan.
11.Kisi ne uske khilaf mooh
khola na toh ho jaati hai
ladai ... style marne ke
chakkar mein maine agar
kabhi haath khol diye toh
beta ho jaati hai pitai.
12.Zara si chhu chappad ki na
... toh yeh milk chocolate
waale thopde ko wrapper
ke saath pichka doonga.
main shah rukh khan ka fan hu!
tu nahin samjhega.


Home