youtube channel me subscribe
buttin hone se subscribe kar dete
hai...
to abhi janenge ham ki
youtube par kaise subscribe button
kaise add karte hai ..
chaliye ham batate jate hai aap step
by step ko follow karo..
Step.1 sabse pahle aap youtube.com
ka site kholiye...
apnrme account ko login kijiye...
ab aapko dikhega ki left sitebar me
my channel me jaye..
phir aap video manager me jaye...
step.2 ab aap channel ke option par
click kare..
ab branding dikhega uspar click
kare..
phir aap add watermark par click
kare...
ab aapke samne popup window
khulegi..
khulne ke baad aap choose file par
click kare..
file choose karne ke baad save par
click kar dijiye..
agar aapka photo uplaod ho chuka
hai to aap phir se save ki button par
click kar dijiye..
ab aapka subscribe button add ho
chuka hai....
ab aapke sare video me
subscribe sow hoga...
Any problem plz cmment and share
Thank you
0 comments:
Post a Comment